Chaha kya aur kya mila hai
Bada haseen ye mohabbat ka sila hai
Na kisi se sikwa na koi gila hai
Kis kadar tanha ye ulfat ka sila hai
Samandar ke bich hame to sehra mila hai
Is kadar bedard ye chahat ka sila hai
Raah-e-ishq mein kaante tak to na haath lage
Bas yahi garde safar mila hai
Bada haseen ye mohabbat ka sila hai
Jisko samjha tha khuda usi kaatil se Faaqir
Ye sabak hamko mila hai
Bada haseen ye mohabbat ka sila hai
Meri laash ke pehloo mein unka khanjar jo mila hai
Tab kahi ye ulfat ka raaz is jahan pe khula hai
Mere raqib ko acha ye sabak meri maut se mila hai
Bada haseen ye mohabbat ka sila hai
Bada haseen ye mohabbat ka sila hai.....

.jpg)
0 comments:
Post a Comment