June 05, 2008

Mere hauslon ki udaan


Chand aise daastaan abhi aur baaki hai
Sehne ko dard ka ek zahaan abhi aur baaki hai
Hamne kab haar maani hai
In baazuon mein jaan abhi aur baaki hai
Mere hauslon ki udaan abhi aur baaki hai
Jeetna hamari fitrat na sahi
Mere jeet ke chand salaam abhi aur baaki hai
Chand aise daastaan abhi aur baaki hai...........